1.
Khusravi Achhi Lagi Na Sarwari Achhi Lagi
Hum Faqeero Ko Madine Ki Gali Achhi Lagi
Mai Na Jaunga Kahi Bhi Darr Nabi Ka Chor Kar
Mujhko Ko-E Mustafa Ki Chaakri Achhi Lagi
Rakh Diye Sarkaar Ke Qadmo Me Sultaano Ne Sarr
Sarwar E Kouno Makaa Ki Saadgi Achhi Lagi
Naaz Kar Tu Ay Haleema Sarwar E Kounain Par
Gar Lagi Achhi To Teri Jhopdi Achhi Lagi
Jinko Karni Hai Shahenshaho Ki Taarefe Kare
Mujhko Aaqa Bas Tumhari Naat Hi Achhi Lagi
Qabr Roushan Ho Gayi Noor E Nabi Se Is Tarah
Aashiqo Ko Maut Bhi Aur Qabr Bhi Achhi Lagi
Maut Jo Maangi Dayar E Mustafa Ke Saamne
Maut Ko Bhi Aarzu Meri Badi Achhi Lagi
Mahro Mah Ki Roushni Maana Ki Achhi Hai Magar
Sabze Ghumbad Ki Mujhe To Roushni Achhi Lagi
Duur The To Zindagi Be-Rang Thi Be-Kaif Thi
Unke Kooche Me Gaye To Zindagi Achhi Lagi
Aaj Mehfil Me
Niyazi
Naat Jo Maine Padhi
Aashiqane Mustafa Ko Wo Badi Achhi Lagi
2.
Kuch Aisa Kar de Mere Kirdgaar Aankho me Hamesha Naqsh Rahe Roo-e-Yaar Aankho me Tumhaare Qadmo pe moti nisaar hone koHain be shumaar meri Ashkbaar Aankho me Unhe na dekha to kis kaam ki hai ye Aankhe Ke Dekhne ki he saari Bahaar Ankho me Nazar me Kaise samayenge phool Jannat keKe bus chuke hai Madine ke Khaar Aankho me Ajab nahi ke likha Lauh ka Nazar Aaye
Jo Naqshe Paa ka laga’o Ghubaar
Aankho me Khule hain deeda-e-Ushaaq Khwaabe marg me bhiKe Us Nigaar ka he intizaar Aankho me Wo Subz Subz Nazar Aa raha he Ghumbad-e-Subz Qaraar Aa gaya yoo be Qaraar Aankho me Wahee mujhe Nazar aaye Jidhar Nigah KaruUnhi Ka Jalwa rahe Aash kaar Aankho me Ye Dil Tarap Ke Kahee Aankho me Na Aajaye Ke Phir Rahaa he kisi ka Mazaar Aankho me Karam ye mujh pe kiya he mere tassawur neKe Aaj khinch di Tasweer-e-Yaar Aankho me Farishto Poochte ho mujh se kis ki Ummat ho Lo Dekh lo ye hai tasweer-e-Yaar Aankho me Ye Kya sawaal he mujh se ke kis ka banda heMe jis ka banda hoo he Noor Baar Aankho me Piyaa he Jaam-e-Muhabbat jo Aap ne
NOORI
Hamesha Us ka rahega Khumaar Aankho me
3.
Ban ke Noor e Khuda, Mustafa agaye Marhaba Marhaba Mustafa agaye Ujri dunya thi Aaqa ne aabaad ki Har taraf dhuum Unke he Milaad ki Sab ke Mushkil kusha, Mustafa agaye Marhaba Marhaba Mustafa agaye Ho gaye Noor dunya ke zulmat talle Jin ke aane se Mao ko bete mille Sarwar-e-Ambiyaa, Mustafa agayeMarhaba Marhaba Mustafa agaye Arsh par jashan Jinn ka manaya gaya Sab Rasulon ko jiss me bulaaya gaya Haa wohi Dil Ruba Mustafa agaye Marhaba Marhaba Mustafa agaye Ab na maa'yuus hoga sawaali koi Aaj Naasir na lote ga khaali koi Muskura e gada , Mustafa agaye Marhaba Marhaba Mustafa agaye
Hamd
4.
Kaabe ke rawnaq Kaabe ka manzar
Allahu Akbar Allahu Akbar
Dekhon tu dekhe jaon barabar
Allahu Akbar Allahu AkbarHamd-e-Khuda say tar hein zubaane
kaano mein russ gholtee hein Azaane
Bas ik sadaa aarahi he baraabar
Tere haram ki kya baat Mawlatere karam ki kya baat Mawla
Ta umar karde aana muqaddar
Maangi hein mein ne jitnee duae
manzoor hongi maqbool hongi
Meezab-e-Rehmat he mere sar par
Yaad agaye jab apni khatayeashkon mein dhalne lagee iltijaye
Roya ghilaaf-e-Kaaba pakar kar
Bheja he Jannat se tujhko Khuda nechuuma he tujhko khud Mustafa ne
Ay sung-e-Aswad tera muqqadar
Mawla sabhi aur kya chahta he bas maghfirat ki ataa chahta he
Bakhshish ke talib pe apna karam kar
Share this document
Share or Embed Document
The best books, audiobooks, magazines, and more. All in one subscription.
Sapiens: A Brief History of Humankind
No commitment.Cancel anytime.Fear: Trump in the White House
No commitment.Cancel anytime.Where the Crawdads Sing: A Novel
No commitment.Cancel anytime.Unsheltered: A Novel
No commitment.Cancel anytime.The Feral Detective: A Novel
No commitment.Cancel anytime.The Subtle Art of Not Giving a F*ck: A Counterintuitive Approach to Living a Good Life
No commitment.Cancel anytime.
Related Interests
Documents Similar To Naat Shareef Lyrics Collection
- Safina e Bakhshish (Natiyah Kalam) [Urdu]UPLOADED BYDar Haqq (Ahl'al-Sunnah Wa'l-Jama'ah)
- Mother of the Believers Hadrat Sayyidah Khadija Radi Allahu TaUPLOADED BYsahebju
- virtues of sayyiduna Imam Hussain radiallahu taala anhUPLOADED BYsahebju
- Naat Lyrics - NEW UPDATE! (June 2013)UPLOADED BYThe Prophetic Seal
- Tazmeen Salam e Raza (by Dr. Syed Hilal Jafri)UPLOADED BYowaisoloGy
- Jan e Bahar_(by)Saim Chishti Naat Research CenterUPLOADED BYwelcomehusnain
- NAAT LYRICS LEICESTER MAWLID PROCESSION 2013UPLOADED BYAhsanAhmed7
- Nabi Ki Naat Ki Mehfil LyricsUPLOADED BYkarina2009
- Maulood'e Barzanji [Urdu]UPLOADED BYDar Haqq (Ahl'al-Sunnah Wa'l-Jama'ah)
- Mazarat Ko ChoomnaUPLOADED BYfaisal.noori5932
- Naat1UPLOADED BYAbrar Hussain Khan
- DUA HAJAT & WAZAIFE رعاےءحاجاتUPLOADED BYQaisar
- Month of Safar Al MuzaffarUPLOADED BYThe Prophetic Seal
- NAAT 2013UPLOADED BYshamimah
- Charo Taraf Noor ChayaUPLOADED BYThe Prophetic Seal
- NaatUPLOADED BYraza8877320
- Naat LyricsUPLOADED BYKashif2008
- Qasidah Al BurdahUPLOADED BYThe Prophetic Seal
- naatUPLOADED BYZain Mohiuddin
- Darood-E-tanjeena With English MeaningsUPLOADED BYbc070401241
More From sahebju
- ramadan 2011UPLOADED BYsahebju
- Permissibility of Esaal Thawaab EnglishUPLOADED BYsahebju
- Return of the SoulsUPLOADED BYsahebju
- The_validity of Saying Ya Rasool AllahUPLOADED BYsahebju
- Ramadan DocUPLOADED BYsahebju
- panjtanUPLOADED BYsahebju
- Panjtan Paak VirtuesUPLOADED BYsahebju
- Deciding PowerUPLOADED BYsahebju
- For Notice Board Dhulqaida 2011UPLOADED BYsahebju
- Mazarat-Ko-ChoomnaUPLOADED BYsahebju
- Respect of GravesUPLOADED BYsahebju
- Urs Ka SabootUPLOADED BYsahebju
- Mazarat Par Phool Flowers DaalnaUPLOADED BYsahebju
- 100 Ahlul Bayts Love for Abu Bakr razUPLOADED BYsahebju
- Who Are the DisbelieversUPLOADED BYsahebju
- 10 Great Fatwas of Aala Hadrat Imam Ahmed Raza Khan RhUPLOADED BYsahebju
- Gustakh-e-RasoolUPLOADED BYsahebju
- Muhammed alaihissalam in Torah and GospelUPLOADED BYsahebju
- The Muslim at PrayerUPLOADED BYsahebju
- Should we Celebrate Eid e Milad Un NabiUPLOADED BYsahebju
- Book Proper Sunni BeliefsUPLOADED BYsahebju
- Milad al Nabi PamletUPLOADED BYsahebju
- Dhulqaida 15102010 Notice Bo
No comments:
Post a Comment